Balo Ko Jhadne Se Rokne Ke Upay Baal Ghane Karne Ke Totkay

Bal Ghane Karne Ka Totka

Baal Mota Karne Ka Tarika Rukhe Balon Ka Ilaj Balon Ko Mota Karne Ka Tarika In Urdu


Baal mard aur aurat dono ki khubsurti mein bohat ahmiyat rakhti hain qudrat ne sir baal diye taa k dekhne wale ko hamare chehre bigda hua na lage face ki beauty badhane ke liye baalon ki care karna bahut zaroori hota hai kafi log apne hair ki care nahin karte aur aisy shampoos or conditioner etc use karte hain jinke side effects bhi hote hain apne balon ki natural care karne ke liye aur inhain ghana taza aur mota karne ke liye ruke balo ki dekhbhal ruke aur bejan hair ki hifazat desi totkay use karen.

Balo Ko Kaise Ghana Kare In Hindi


Hair Care Kaise Kare Baal Mota Karne Ke Upay Baal Ghane Karne Ke Tips In Hindi


Lehsan ke zariye baalon ko ghana banane ka asan aur moasr tareen nuskha agar aap apne baalon ko ghana aur mota banana chahte hain to koi aur cheez istemal karne ki bajaye lehsan ke zariye aisa karne kyunki iska aap ko koi side effect bhi nahin hoga. Sir per aisi jagah jahan se baal utar chuke hoon ya jahan wo kam ho rahe hoon in per lehsan ka ras lagane se tezi baal tezi se ugnay lagte hain.
Thode se lehsan le kar inhain pees kar inka ras nikal lain aur is se mutasira jagah per lagain. Ye amal hafty mein kam az kam 2 baar karen aur lagane ke 1 ghanta baad sir doyen. 1 mahine ke andar he aap ko wazeh tor per tabdeeli mehsoos hogi aur affected jagah per naye baal nazar anay lage ge totkay pasand anay per thanks ke button per click karna mat bholiye ga.

Post a Comment

 
Top