Balo Me Mehndi Lagane Ke Tips In Urdu Balo Me Mehndi Lagane Ka Tarika In Urdu


How To Apply Mehndi On Your Own Hair

Balo Me Mehndi Lagane Ke Tips In Urdu


How To Use Mehndi For Hair Growth In Urdu Balo Me Mehndi Ke Fayde How To Make Mehndi For Hair In Urdu


Mehndi On Hair How To Prepare

How To Apply Mehndi In Hair In Hindi Balo Ki Mehndi Me Kya Milaye Balo Me Mehndi Lagane Ke Tips In Hindi




Mehndi ek purani aur khawateen mein sab se famous product hai. Balon Mehndi lagane ke faida ye hai ke ye aap ke dimagh ko thandak pohnchti hai aur aap ke balon ko khubsurat rang bhi deti hai balon mein mehndi lagane ka tarika ye hai ke aap baalon mein aik din pehle kisi bhi rang ka dye laga kar balon ko aik rang kar lain.
Dusray din aik piyali taza mehndi le kar iss mein aik khane ka chamach garha imli ka paste, aik khane ka chamach garha kathay ka paste, Sir mein lagane ka koi bhi tail aik khane ka chamach, aik chaye ka chamach kalonji, 4 pissi hui long, aik anda, 1 chaye ka chamach cheeni aur chaye ke thanday qehway mein 2 ghante ke liye bhigo dain. Phir issay 2 ghante ke liye baalon mein laga lain. Iske baad dho lain. Shampoo bilkul na karen.
Dhone ke baad 1 chuthai yani 1/4 chaye ka chamach zaitoon ka tail 2 qatray lemon ke ras mein mila kar gelay balon ki jaron mein laga dain. Ab balon ko dhoop mein khushk karke 15 bar brush ko gardan se opar le kar jayen aur 15 martba agay say pichay le kar jayen. Mehndi lagane ke 5 din bad is tarike par amal karen. Phir aik din badhate jaye aakhir iss tarike par aap ko mahine mein 2 bar amal karna hoga. Phir aap ko kisi bhi Dye ki zaroorat nahin padegi.

Post a Comment

 
Top