Skin Care Tips At Home In Summer Face Se Daag Hatane Ke Tarike Face Ke Pimples Kaise Hataye In Urdu


  Chehre Ke Daag Dhabe Tips In Urdu
Face Pimples Solution In Hindi Language


Summer Face Care Tips In Urdu Skin Ki Dekhbhal In Hindi




Jin khawateen ke chehre ki jild bohat zyada nazuk hoti hai inke chehre par aik baar dhabe pad jaye to mushkil se he jate hain. Chehre ke daagh dhabon ke liye barson se azmuda nuskha istemal karke dekhen 2 chamach lemon ka ras, 1 chamach glacrien aur 1 chamach suhaga ka safoof ab in tamam chezon ko hum wazan pani mein mila kar mixture bana lain aur din mein 2 bar daagh dhabon par lagain bohat jald aap ko chehre ke danay pimples aur daagh dhabon se nijat mil jae gi. Iske elawa chehre ko daagh dhabon se bachane ke liye taza doodh bhi bohat achi cheez hai. Fresh milk se face ko dhoya jaye to tezi ke saath skin ki problems hal ho jati hain. Is maqsad ke liye kisi sponge ya roi ki madad se chehre par doodh laga lein aur kuch dair laga rehne dain phir tazay pani se dho dain aur ye bohat kaam karne wala nuskha hai.

Post a Comment

 
Top