Chehre Ke Baal Khatam Karne Ki Tips Chehre
Ke Faltu Baal Khatam Karna In Urdu
Chehre Ke Baal Khatam
Karne Ka Herbal Tarika
|
Facial Hair Removal At
Home In Hindi
|
Face Ke Baal Hatane Ka Tarika Chehre Ke Baal
Khatam Karne K Totkay Chehre Ke Balo Ka Ilaj
Apricot aik aisa phal hai jis mein kafi vitamins aur minerals paye jate hain. Aaro chehre ke baalon ko khatam karne ke liye bohat faida mand fruit hai. Aaru ko shehad ke sath mix karke bohat acha facial scrub tayyar kiya ja sakta hai ye aap ke chehre ke baalon ko khatam karne mein kafi effective sabit hoga. Iske ilawa iske zariye chehre ko saaf bhi kiya ja sakta hai jab k honey aap ki skin ko soft banata hai. Facial hair remove karne ke liye Apricot aur honey ka scrub banane ka tarika darj zail hai.
Ingredients
Khushk Aaru : Adha Cup
Shehad : 1 Tsp
How To Get Rid Of
Unwanted Hair On Face Naturally In Urdu Face Ke Baal Hatane Ke Gharelu Upay Tarkeeb :-
Khushk aaru ko blender mein daal kar grind kar lain ab iska bareek powder bana lain. Ab poweder mein shehad ko mix karen aur achi tarah shamil kar lain. Ab iss mixture ko apne chehre par 5 se 10 minute tak lagain. Ab mixture ko chehre par ghumate hue scrub karna shuru kar dain aur naram tarike se 15 se 20 minute tak scrubbing karte rahein. Ab iske baad apne chehre ko neem garm pani se dho lain aur ye amal hafte mein 2 se 3 bar istemal karen aap ke face se ghair zarori baalon ka khatma ho jaye ga.
Post a Comment